Thursday, April 12, 2007

*******दिल के जख़्मों पर ************

हाथ सीने पे रख दो तो करार आ जाये
दिल के उझड़े हुए गुलशन में बहार आ जाये

दिल तो कहता है कि आँखो में छुपा लूँ तुझको
दर यही है कि मुकद्दर को नकार आ जाये

दिल के जख़्मों पर मेरे प्यार का मरहम रख दो
बेकरारी तो मिटे कुछ तो करार आ जाये

यूँ खुदा के लिये छीनो ना मेरे होश- ओ- हवास
ऐसी नज़रों से ना देखो कि खुमार आ जाये

छोड़ के तुम भी चली जाओगी किस्मत की तरह
बाद जाने तो अजल ही को ना प्यार आ जाये

3 comments:

Raj said...

Aye khuda teri ibaadat me maine,
kaun sa gunah farmaya hai.............
ke tune dil to diya lekin........
andaaz -e -dillagi nahi sikhaya

Priyaji
aapki hasrat jo ibarat likhti hai vo laajawab hain

Raj said...

Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke.....!

Kitna bhi chaho na bhool paoge hume
Jitni door jaoge nazdik paoge hume
Mita sakte ho to mita do yaaden meri
Magar kya sanso se juda kar paoge hume.

Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke
Ab to bas dhadkano ka lihaz karte hain
Kya kahein duniya waalo ko jo
Aakhri saans par bhi aitraaz karte hain

Khud se to pyar hum ne kabhi kiya hi nahin tha
Aap ke siwa kisi ko ye haq diya hi nahin tha
Mushkilon main aaj aap ne rishta hi tod diya
Roshni ka khawab dikha kar andhere main chod diya

Anonymous said...

bahut khub raj bhai.priya ji to hain hi lajawab