Manzar Hai Vahi Thathak Rahi Hoon.
Hairat Se Palak Jhapak Rahi Hoon.
Ye Tu Hai Ke Mera Veham Hai,
Band Aankhon Se Tujhko Tak Rahi Hoon.
Jaise ke Kabhi Na Thaa Taarruf,
Yuun Hee Milate hue Jhijhak Rahi Hoon.
Pehchaan Mein Teri Roshani Hoon,
Aur Teri Palak Palak Rahi Hoon.
Kyaa Chain Mila Hai Sar Jo Us Ke,
Shaanon Pe Rakhe Sisak Rahi Hoon.
Ik Umrr Huee Hai Khud Se Ladeten
Ander Se Tamaam Thak Rahi Hoon.
Ek Nacheez
Hairat Se Palak Jhapak Rahi Hoon.
Ye Tu Hai Ke Mera Veham Hai,
Band Aankhon Se Tujhko Tak Rahi Hoon.
Jaise ke Kabhi Na Thaa Taarruf,
Yuun Hee Milate hue Jhijhak Rahi Hoon.
Pehchaan Mein Teri Roshani Hoon,
Aur Teri Palak Palak Rahi Hoon.
Kyaa Chain Mila Hai Sar Jo Us Ke,
Shaanon Pe Rakhe Sisak Rahi Hoon.
Ik Umrr Huee Hai Khud Se Ladeten
Ander Se Tamaam Thak Rahi Hoon.
Ek Nacheez
3 comments:
Kya kahiye, Jawaab ho to kahein..
Woh manjar, woh veham, woh jhijak,woh roshni,woh siskian aur woh thakawat.....really loveable
splendid priyanka ji.you have great sense of humour.you know much about art.what a great choice of pic for your each shayari
आपकी दोस्ती की एक नजर चहिए
दिल बेघर है उसे घर चाहिए
बस यूं ही साथ चलती रहो ए दोस्त
तुम्हारी दोस्ती हमें उम्र भर चाहिए
Post a Comment