Saturday, June 30, 2007

*****प्यार के सितम ********



Jab Dil Me Mohabbat Ke Zasbaat Porri Tarah Se Sama Jaten Hai,
Toh Yeh Dil Deewangi Ki Haddon Ko Parr Kar Jata Hai,
Mehboob Ke Hurr Inkar Me Usse Sirk Iqrrar Aur Pyarr Dikahyee Deti Hai................


Shayad Nacheez Ki Iss Baat Aur Shayri Me Aapki Bhi Razamandi Hon............


Jiss Tarah Yeh Sukhta Hua Pata Bhi Pani Ke Sath Hoke, Khud Ko EK Nayen Tazgi Ka EHSAAS Mehsoos Kar Raha Hai..............


एक बार मेरे दिल को आज़माओ तो ज़रा,
एक लमहा मेरे पास तुम बिताओ तो ज़रा


हम बताएंगे तुम्हें वफ़ा भी कोई चीज़ है,
एक बार तुम मगर दिल लगाओ तो ज़रा


ताल दिल के साज़ पे दे रहे हैं कब से हम,
नगमा कोई प्यार का तुम सुनाओ तो ज़रा


हम तुम्हारे गम उतार लेंगे अपने दिल में सब,
एक बार प्यार से मुस्कराओ तो ज़रा.............................................................

9 comments:

Unknown said...

waah kya baat hai..

kuch hosh nahin hota, kuch yaad nahi hota,
kya mohabbat karne wala insaan ,insaan nahi hota,
jinhe nahi milti wo hi jaante hain kadar iski,
jinhe milti hai wo ispe meharbaan nahi hota...!

Vikas said...

Hi its' a nice shayari . I likes it so much & ihave some collection of mine own nagme.

Vikas said...

now some of shayari from me to you.


Ab toh gham sehne ki aadat si hogayi hai
raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai
tu Bewafa hai....khel mere dil se ji bhar ke
hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai



Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.



kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati
kaash kismat tumne likhi hoti to
shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jati



Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye.

Anonymous said...

again mindblowing

Raj said...

kahiin aisaa naa ho daaman jalaa lo
hamaare aansuon par Khaak Daalo

manaanaa hii zaruurii hai to phir tum
hamen sab se Khafaa hokar manaa lo

bahut roii huiin lagatii hai. ye aankhen
merii Khaatir zaraa kaajal lagaa lo

akelepan se Khauf aataa hai mujh ko kahaan ho ai mere Khvaabon Khayaalon

bahut maayuus baiThaa huu mai tum se
kabhii aakar mujhe hairat me n Daalo

Raj said...

"एक बेवफा"

हर् फूल की अजब कहानी है,
चुप रहना भी प्यार की निशानी है,
कहीं कोई ज़ख्म नही फिर भी,
क्यूं दर्द् का एहसास है,
लगता है दिल का एक टुकडा
आज भी उसके पास है...!

Uttam said...

Wah Kya baat hai, kyaa ehsaas hai..
Hum bhi razaamand hain..is baat se..

Magar hum khuda ko kaise aajmaayen,
Hum waqt bitaayein unke saath, magar woh ek lamhaa kahaan se laayen!!
Is toote dil ko unse kaise lagayen?
Is besure aawaaz mein geet kaise sunayein?

Gam khud ke dil me dabaakar hum muskuraa to rahein hain,
Dekh lijiye humein gaur se, is se jyaada hum muskuraayen kaise!!!

(Genuinely Uttams)

friendhere said...

hi priyaka such may aaap kay ek ek alfaaz bhaut achay hai
humany bhaut aachi lagi realy

friendhere said...

- WAQT JAB DOSTI KI DASTAN SUNAYEGA
HUME BHI KOI CHERA YAAD AAYEGA
BHOOL JAYENGE ZINDAGI KE LAMHO KO
JAB TUMHARE SAATH GUZARA HUA
HAR LAMHA YAAD AAYEGA




YEH MAT SOCHNA BHUL JAYENGE TUMHE
DUR REHKAR BHI CHAHENGE TUMHE
AGAR DOST BANKAR RAAS NA AAYE
TO AJNABI BANKAR YAAD AYENGE TUMHE