Dil Main Teri Mahobbat Ke Vo Khayalaat Nahin Hain
Ashqo Main Sab Bah Gaye Koi Jazbaat Nahi Hain
Rishto Ki Bheed Mai Khud Se Ajnabee Hun Is Kadar
Dosto Ko Pahchaan Saku Vo Nazar Saath Nahi Hain
Gham Ke Meri Pith Par Khanjar Aisen Hain Chuben
Mud Kar Bhi Aah Bhar Saku Vo Haalaat Nahi Hain
Raaton Ke Karvaton Se Maraasiim Puraane Hain
Tere Khwaabon Ke Anjuman Ki Kaynaat Nahi Hain
Zikra Bhi Ho Tera Kahin To Jhook Jaati Hai Nigaah
Khamoshi Ke Siva Ab Labo Par Koi Baat Nahi Hain
Rona Bhi Agar Chaahu To Ro Bhi Na Paaunga Main
Gham Mai Habib Ashko Ki Ab Vo Barsaat Nahi Hain

6 comments:
excellent priya ji.bahut khub
"Tumhe bhulana hi bhool gaye"
Tum banke dost aise aye zindagi me,
Ke hum ye zamana hi bhool gaye,
Tumhe yaad aye na aye hamari kabhi,
Par hum to tumhe bhulana hi bhool gaye.
Shukkriya Ashish Ji & Raj Ji,
सबके दिलों को जानता है खुदा।
कोई तो हमें भी समझने वाला हो।।
Khubsoorat panktiyaan...
khaas kar
Rishto Ki Bheed Mai Khud Se Ajnabee Hun Is Kadar
Dosto Ko Pahchaan Saku Vo Nazar Saath Nahi Hain
is khubsoorat nazm ko share karne kaa shukriya....
Shukkriya
Sandeep Ji
Jo Aapne Humari Shayari Pe Tawazzon De Ke Itna Khoobsurat Comment Diye.
खामोशियों में घिरी है दास्तां-ए-जिंदगी।
कोई तो जिंदगी में बहारे लुटाने वाला हो।।
Bahut khub priya jee
Post a Comment