क़ुछ दूर हमारे साथ चलो हम दिल की कहानी कह देंग़े,
समझे ना जिसे तुम आंखो से वो बात ज़ुबानी कह देंग़े,
फूलो की तरह जब होठो पर इक शोक तबसुम बिखरेगा,
धीरे से तुम्हारे कानो मे इक बात पुरानी कह देंगे,
इज़्हार-ए-वफा तुम क्या समझो इक़रार-ए-वफा तुम क्या जानो,
हम ज़िक्र करेंगे गैरो का और अपनी कहानी कह देंग़े,
मौसम तो बढा ही ज़ालिम है तूफान उठता रहता है,
कुछ लोग मगर इस हलचल को बदमस्त जवानी कह देंग़े,
समझे ना जिसे तुम आंख से वो बात ज़ुबानी कह देंग़े,
कुछ दूर हमारे साथ चलो हम दिल की कहानी कह देंग़े.....................
6 comments:
Mohabbat na samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai
IT'S NOT MINE BUT I LIKE IT...........
BITHEWAY YOU HAVE WRITTEN SIMPLY GREAT...............
"समझे ना जिसे तुम आंखो से वो बात ज़ुबानी कह देंग़े"
बहुत खूब, बडी ही उम्दा मिसाल है आपकी यह रचना,प्रियन्का जी....
मन्ज़िल-ए-इश्क़ से आगे कदम क्या मांगे
ऱंग-ए-मेंहदी से सजे हाथ भला क्या मांगे
पा लिया जिसके अंधेरो ने रोशनी का सबब
उस के महके हुये जज़्बात भला क्या मांगे
"प्रियराज"
Rishtey Kaanch ke baney hotey hain,
Wo tootne pur bahut cchubhtey hain.
Inhein huthely pe sambhal k rakhna,
Tootne me pal & judne me barso lete hain....
P...O...O...J...A
Kafi achha likhti hain aap!
Hoton pe aana baat ban kar
Dil mei aana yaad ban kar
Ankhon mei rahna sapna ban kar
Ho sake to humesha meri jindagi mein rahna sachha dost ban kar.
Manisha
Chaho Kisi ko Itna ki Chahat Choti pad jaye,Wo Door bhi jana chahe to to Dooriya bhi Chotthi ped jaye....
Tumse kitni mohabbat hai ye main bata nahi sakta
Apni zindai main tumhari ahemiyat jata nahi sakta
Meri zindagi ka har lamha tumhi se shuru hota hai
Tumse door reh ke ek pal bhi akele bita nahi sakta
Mumkin hai main khud ko bhool jaau
Par tujhe bhoolne ki khata main kar nahi sakta
Tum mere dil main hi nahi mere rom-rom me basi ho
Tumse bichad ke main ye zindagi jee nahi sakta
Yekeen nahi hota ki tum chahti nahi hume
Apne dard ko apni zubaan se bayan kar nahi sakta
Aaj vaada hai mere dil se o mere sanam
Tumhari siva me kisi aur ko chah nahi sakta
Tum zindagi ho meri
Tumhari bina mera dil dhadak nahi sakta
Saath tumhare main hamesha rahuga
Wah priya ji..
Kahaan se laati ho yeh sab yehsaas!!
Auro ki jikr aur apni kahaani!!
Wah wah Wah!!
Ankho-jubaan se tum jo kehna chahti ho..
Hum to dhadkan se samajh jaayenge..
Chal sakte hai arse tak bina thake jo tum saath chalna chaho..
Tum saath na chaho haar kar baith baith jaayenge..
(Genuinely Uttam's,16122007)
Post a Comment